Zindagi bhar, zindagi jiney ko
Hum apnein pair itna ghastey hain,
Itna ghastey hain
Ki jab aakhir chaukhat par khadey hote hai
Toh ehsaas hota hai...
Hum zindagi bhar marne ko kitna martey hai...
Zindagi bhar, zindagi jiney ko
Hum apnein pair itna ghastey hain,
Itna ghastey hain
Ki jab aakhir chaukhat par khadey hote hai
Toh ehsaas hota hai...
Hum zindagi bhar marne ko kitna martey hai...
Write a comment ...
Write a comment ...